Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJeena Bhi Kya
HomeJeena Bhi Kya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa jaane kya haal ho phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke dard thoda sa mila lo mere afsaane ka dard thoda sa mila lo mere afsaane ka jaane kya haal ho bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho
hmmmm jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hooo paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hua kya mujhe uyi tauba main naa jaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se hmm aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se tera naam le ke boli meri jawaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage aise waqt chhedo koi aisi kahaani jhoom uthi re main
jaane kya soch kar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra apni tanhaai kaa auron se na shikva karna apni tanhaai kaa auron se na shikva karna tum akele hi nahin ho sabhi akele hain ye akela safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko tum bhi mil jaao ghadi bhar to ye ghum hota hai ik ghadi ka safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra
jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi jaag uthe khwaab kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe aa gayi chaal nayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi khul gaye raaz kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi
tu hai to tedi medi raahen ulti pulti baaten seedhi lagti hai tu hai to jhute mute waade dushman ke iraade sachche lagte hain jo dil mein taare waare de jagaa wo tu hi hai tu hi hai jo rote rote de hansa tu hi hai wahi jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright saari duniyaa ik taraf hai ik taraf hain hum har khushi to door bhaage mil rahen hain ghum coz when you smile for me world seems alright ye meri zindagi pal mein hi khil jaaye jaane kyun jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jo dil mein taare waare de jagaa wo tu hi hai tu hi hai tu hi hai tu hi hai oooooo chhote chhote kuchh palon kaa dostaana ye jaane kyun ab lag raha hai jaana maana ye coz when you smile for me world seems alright ye saare pal yahin yunhi tham se jaayen jaane kyun jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to
jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jab jab jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya tere naam ka hi sindoor bhara tere pyaar se hi singaar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai tujhse milne se pehle bhi teri soorat thi meri aankhon mein teri yaaden thi mere sapnon mein teri khushboo thi mere saanson mein shayad pehle bhi kahin humne ye pyaar ka tha iqraar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jeete jee yahaan sab pyaar karen hum mar ke bhi pyaar nibhayenge tujhse mil ke jeena seekha tere pyaar mein hum mar jaayenge tere saath jeeyen tere saath maren jeevan mein yahi har baar kiya jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa hmm hmm hai
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm iss zamaane mein iss muhabbat ne kitne dil tode kitne ghar phoonke jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain dil ke badle dard e dil liyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain tanhaai milti hai mehfil nahin milti raahen muhabbat mein kabhi manzil nahin milti dil tut jaataa hai naaqaam hotaa hai ulfat mein logon kaa yahi anjaam hotaa hai koi kyaa jaane kyun ye parvaane kyun machalte hain ghum mein jalte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain saawan mein aankhon ko kitanaa rulaati hai furqat mein jab dil ko kisi ki yaad aati hai ye zindagi yun hi barbaad hoti hai har waqt honthon pe koi fariyaad hoti hai naa davaaon kaa naam chaltaa hai naa duaaon se kaam chalataa hai zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain jaane kyun log muhabbat kiyaa
jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa jaaga jo dard dil mein bechain ho gaya dil hoooo tu hi dawaa hai dil ki aise mein pyaar se mil ye dillagi ban ke rahi dil ki lagi o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa tanha nahin katengi iss zindagi ki raahen manzil tab milengi baahon mein jab ho baahen jab tak rahen aa jaa sanam mil ke chalen o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa
jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun dheere dheeere saara jag ye begaana dil ka fasaana jaana anjaana sa lage hoooooo dheere dheere koi apna hai rutha dil bhi ye toota rishta bhi jhuta sa lage jaane kyun haan maana tha saaya apna jise usi ne seekhaya hai humen jalna kyun aise sheeshe ki tarah se toota hai aankhon mein hi mera sapna dheere dheere mere sapne suhaane ho ke deewane kaise theekane jaa lage hooooo dheere dheere koi apna hai rutha dil bhi ye toota rishta bhi jhuta sa lage jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun inn baarishon mein aajaa bheege aye dil dekhe naa koi aansun jo hai behte haan
jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai socha na tha khaabon mein jo sachmuch mein wo ho raha hai sulge hain armaan jaaga hai toofan saara jahaan so raha hai sulge hain armaan jaaga hai toofan saara jahaan so raha hai jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai sachcha hai jhoota hai ye rishta kaisa hai darta bhi hai dil magar dar dar ke kehta hai baandho na dil ko roko na khud ko hone do jo ho raha hai ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum ho saanson ki manzil tum jeene ka haasil tum tum ek ehsaas ho pal pal mein shamil tum lehron mein jiski sapne hi sapne aisi nadi meri tum ho ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum hooooo paa ke jise main bhula hoon khud ko wo bekhudi meri tum hooo paa ke jise main bhula hoon khud ko wo bekhudi meri tum hooo jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai socha na tha khaabon mein jo sachmuch
jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar ho boloooo kuchh to bolo bolo bolo ho bolo aye gori haseena are mushkil hua jeena bahaaron ke shehar mein o meri raani haaye haaye haaye haaye tum hi kuchh bataao naa itna sataao paanv tale dekho humara dil naa ho jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar sooraj se bhi poochha aur kirnon se bhi poochha sunta nahin koi humari baaten haaye haaye haaye haaye phoolon se bhi poochha aur kaliyon se bhi poochha koi kuchh naa bola aur main to loot gaya jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo
jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye yeh taj mahal jo chaahat ki aankhon ka sunhera moti hai har raat jahan do roohon ki khamoshi zinda hoti hain is taj ke saaye mein aa kar tum geet wafaa ka dohraana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraaye tanhaai hai jaagi jaagi si maahol hai soya soya hua jaise ke tumhare khwaabon mein khud taj mahal ho khoya hua ho taj mahal ka khawab tumhi ye raaz na maine pehchana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye jo maut mohabbat mein aaye woh jaan se bad kar pyaari hai do pyaar bhare dil roshan hain woh raat bahut andhiyari hai tum raat ke iss andhiyare mein bus ek jhalak dikhla jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum
jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye muddaten ho gayi sahar dekhe muddaten ho gayi sahar dekhe koi aahat koi khabar aaye koi aahat koi khabar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye chaand jitne bhi gum huye shab ke chaand jitne bhi gum huye shab ke sabke ilzaam mere sar aaye sabke ilzaam mere sar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye mujhko apna pata thikaana mile mujhko apna pata thikaana mile wo bhi ik baar mere ghar aaye wo bhi ik baar mere ghar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye
Jana Gana Mana Adhinayaka Jaya Hey, Bharat Bhagya Vidhata
jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay suraj mangal som bhrugu sut budh aur guru vardaayak tero raahu ketu ki naahin gamyata sang shaneechar hot huchero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay dusht dushaasan vimal draupadi cheer utaar kumantar prero jaaki sahaay kari karunaanidhi badh gaye cheer ke maar ghanero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay jaaki sahaay kari karunaanidhi taake jagat mein bhaag badhero raghuvanshee santan sukhdaayi tulasidaas charanan ko chero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay kare
jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil mujhko to jo bhi dekhe raahon mein aahen bhare mai kyu kisi pe marun mujhpe zamana mare jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil usko bhulaun kaise itna bata do mujhe uska irada kya hai kuchh to bata do mujhe usko bhulaun kaise itna bata do mujhe uska irada kya hai kuchh to bata do mujhe jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil
jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi inka ye zor zulm kisi ne na dekha hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha kisi ko hare hare not ka nasha hai kisi ko boot suit koat ka nasha hai yaaro humen to nautaang ka nasha hai hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye
je akhite eto hasi lukano phule phule tar keno akhi dhaar je moner achhe eto madhuri se keno cholechhe boye batha bhar je akhite eto hasi lukano deeper shikhay eto alo je tobu keno kajole se kalo je deeper shikhay eto alo je tobu keno kajole se kalo je eklar bhalo laga ki ase kede kede hote chay dujanar je akhite eto hasi lukano sagor kakhono cheye dekhena buke tar ki raton royechhe kangaler mato tire tire se phire phire abo hela soyechhe prem jodi bhare eto sudha go tobu keno hridayer khudha go prem jodi bhare eto sudha go tobu keno hridayer khudha go je meghe royechhe eto mamota keno tar bidyute hahakar je akhite eto hasi lukano phule phule tar keno akhi dhaar je moner achhe eto madhuri se keno cholechhe boye batha bhar je akhite eto hasi lukano
jeena bhi kya hai jeena teri aankhon ke bina jeena bhi kya hai jeena tere honthon ke bina aaaaa haaaa haaa hoooo ooooo oooo aaaaa haaaa haaa jeena bhi kya hai jeena teri baanhon ke bina jeena bhi kya hai jeena teri chaahon ke bina aaaaa haaaa haaa hoooo ooooo oooo aaaaa haaaa haaa tere liye main mere liye tuu oooo oooo oooo tere liye main mere liye tuu aaaa aaaaa aaaa jeena bhi kya hai jeena teri aankhon ke bina jeena bhi kya hai jeena teri baanhon ke bina aaaaa haaaa haaa hoooo ooooo oooo aaaaa haaaa haaa neelam si aankhen honth gulaabi aag laga de laga de laga de ye sard raaten ye mulaaqaten paagal bana de bana de bana de tere liye main mere liye tuu oooo oooo oooo tere liye main mere liye tuu aaaa aaaaa aaaa jeena bhi kya hai jeena teri aankhon ke bina jeena bhi kya hai jeena teri aankhon ke bina aaaaa haaaa haaa hoooo ooooo oooo aaaaa haaaa haaa ye roop tera ye rang tera aisi jawaani jawaani jawaani dekhe tujhe to kaise ye saanse ho na deewani deewani deewani
jeena hai kya jeena hai kya jeena hai kya koi kya jaane o deewane jhoom le khushi mein jiya choom le hansi mein kya hai aur zindagi mein jiya dole haule haule jiya dole dole dole aaja haule haule haule o dilruba dilruba aa bhi jaa lal lal la lal la la la lal lal lal la lal lal la lal lal lal la lal lal la lal lal lal la lal lal la lal lal lal la lal o dilruba dillagi bekhudi hai yahi zindagi koi bahana dhoond le pyaar ka daaman choom le koi bahaana dhoond le pyaar ka daaman choom le aur bin piye ghoome jaa jeena hai kya koi kya jaane o deewane jhoom le khushi mein jiya choom le hansi mein kya hai aur zindagi mein jiya dole haule haule jiya dole dole dole aaja haule haule haule o dilruba dilruba aa bhi jaa rutt jawaan dil jawaan keh bhi de daastan abhi se kyun majboor hai abhi savera door hai abhi se kyun majboor hai abhi savera door hai dil ki shamma na bujha jeena hai kya koi kya jaane o deewane jhoom le khushi mein jiya choom le hansi mein kya hai aur zindagi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Kya Haal Ho Kal Sheeshe Ka Maa Ka Aanchal (1970) 05:05 15726
 
Poster of Maa Ka Aanchal (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anjana
Duration : 05:05   Song Number : 15726   

Jaane Kya Pilaaya Tune Jugnu (1973) 04:22 13467
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:22   Song Number : 13467   

Jaane Kya Soch Kar Kinara (1977) 03:51 20615
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Hema Malini, Shreeram Lagoo
Raag- 
Yaman
Duration : 03:51   Song Number : 20615   

Jaane Kya Toone Kahi Pyaasa (1957) 04:04 20616
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 20616   

Jaane Kyun Dostana (2008) 04:33 16978
 
Poster of Dostana (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
John Abraham, Abhishek Bachchan
Duration : 04:33   Song Number : 16978   

Jaane Kyun Aisa Lagta Hai Shradhanjali (1981) 05:00 16322
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Rakhi
Duration : 05:00   Song Number : 16322   

Jaane Kyun Log Muhabbat Mehboob Ki Mehndi (1971) 05:23 11851
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:23   Song Number : 11851   

Jaane Kyun Mujhe Ab Yun Lage Agreement (1980) 04:48 15178
 
Poster of Agreement (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:48   Song Number : 15178   

Jaane Kyun Tanhaa Ho Gaye Bhram (2008) 05:58 17588
 
Poster of Bhram (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Dino Morea
Duration : 05:58   Song Number : 17588   

Jaane Ye Kya Oops! (2003) 05:16 10680
 
Poster of Oops! (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Vikas Sethi
Duration : 05:16   Song Number : 10680   

Jaanun Kya Mera Dil Ziddi (1964) 04:08 14452
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:08   Song Number : 14452   

Jab Aanchal Raat Ka Lehraye Rajendra and Nina Mehta 04:45 18311
 
Poster of Rajendra and Nina Mehta
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nina, Rajendra Mehta
Duration : 04:45   Song Number : 18311   

Jab Bhi Aankhon Mein Ghulam Ali 05:44 19744
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:44   Song Number : 19744   

Jana Gana Mana Patriotic 01:04 11264
 
Poster of Patriotic
 
Category
Patriotic
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 01:04   Song Number : 11264   

Janakinath Sahay Ashit Desai 05:05 16768
 
Poster of Ashit Desai
 
Category
Devotional
Music Director- 
Ashit Desai
Singer- 
Ashit Desai
Duration : 05:05   Song Number : 16768   

Jane Kyun Bar Bar Mera Dil Paisa Ya Pyar (1969) 03:44 32750
 
Poster of Paisa Ya Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:44   Song Number : 32750   

Jangal Mein Mor Nacha Madhumati (1958) 03:08 13644
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:08   Song Number : 13644   

Je Ankhite Eto Hasi Lukano Talat Mahmood 03:22 14941
 
Poster of Talat Mahmood
 
Lyricist
Shyamal Gupta
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:22   Song Number : 14941   

Jeena Bhi Kya Kasam Paida Karne Wale Ki (1984) 04:19 20658
 
Poster of Kasam Paida Karne Wale Ki (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Salama, Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Salma Agha
Duration : 04:19   Song Number : 20658   

Jeena Hai Kya Koi Kya Jaane Miss Coca Cola (1955) 03:22 37688
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:22   Song Number : 37688